Andhera Ka Taskhere Hamzad
Andhera Ka Taskhere Hamzad
Ye Amal Andheray May Kiya Jata Hai, Raat Ke Waqt Kisi Tanha
Kamra May Karna Hoga, Qibla Rukh Beth Kar. Roshni Bilkul Na Ho,
Ankhain Khuli Rakhni Hogi Or Khuli Ankhon Se Andhery May Hamzad
Ka Tasawar Rakhain Ke Samnay Mojood Hai. Bawuzoo Ho Kar Shuroo
Karein. Amal Ke Liye Koi Pak Saf Libas Muntakhib Kiya Jay Or Sirf
Amal Ke Waqt Pahena Jay Libas Qimti Or Fakhra Na Ho. Doran E Amal
Khusboo Ka Istimal Rahaye Kamra Khushboo Se Muatar Rahaye Or
Parte Waqt Hamzad Ka Koi Bhi Bakhoor Sulgain. Parhez Sirf Or Sirf
Sharai Mamnooat Or Makroohat Se Hai Jo Marzi Khain Piyen Bas Yad
Rahay Ke Shariyat Ka Haram Haram Hai Or Shariyat Ka Halal Halal Hai
Bas Badboo Dar Ashiya Or Nasha Awar Ashiya Se Parhez Karain Koi
Parhez E Jilali Ya Jamali Karne Ki Zuroorat Nai Rozana 2100 Bar Word
Karain Magar Awaz Itni Oonchi Ho Ke Khood Ko Sunai Dey. Ankhen
Andhairy May Markooz Rakhen Ke Hamzad Samnay Mojoud Hai Or
Ap Usay Kahe Rahe Hain Amal Ye Hai
یا فلاں اُحْضُرُ اُحضُرُ بِحِقِ رُوْحُ الْاَ مِیْنْ
Falaan Ki Jaga Apna Naam Lagaya Jay, Hamzad 21 Yom May Hazir
Hoga Agar Allah Na Karay Hamzad Hazir Na Ho To Doobara Or Se padhe
Bhi Karein Hargiz Hargiz Nakam Nai Hoga

Comments
Post a Comment